mera ladka 9 mahine ka hai mai uska janammere paas mera praman patra banwaana chahta hu. mere paas mera aadhar card hai aur tika waali pustika aur hospital ki rassed hai. is video me online janam praman patra banwaane ki prakriya di gyi hai kya mai bhi is prakriya se online hi banwa sakta hu kya certificate. https://youtu.be/0dCNyIMwIgQ
Jan am PRA man .patra
Help you. Bhath certificate
Nandni
Dilsadalam
Barth certificate
RAGINI Janm Pramad Patra 21/09/2020 Pita Ka name RANJIT KUMAR pata Ranjit bahadur pur,pure pansy, lalganj, Raibareli, uttar Pradesh 229215
video me di gyi online prakriya keval 21 din se kam umr ke navjaat baccho ke liye hai. yadi aapke paas hospital ki raseed hai aaur tikakaran ki pustika bhi hai to aap usi hospital me jakr pta kar sakte hai. nhi to aap apne gram panchayat ya nagar palika ke sachiv se bhi jaakr mil sakte hai. yadi vha bhi kaam nhi banta hai to aap seedhe block office m bhi jaakr ise banwa sakte hai. block se janam praman banwaane ki puri prakriya aap is video ke maadhyam se samjh sakte hai - https://youtu.be/aXHtW6j55cU